Gujare jo mere ghar se, toh ruk jaaye sitaare
Haay! iss tanaha bhari raat ko chamakaao kisi din
Chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din

Pedo ki tarah husn ki baarish mein nahaaloon
Baarish mein nahaaloon, haan nahaaloon
Pedo ki tarah husn ki baarish mein nahaaloon
Baadal ke tarah jhumake ghar aao kisi din
Aa jaao kisi, aa jaao kisi
Ho chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din
Ho chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din
Everytime you go away babe
Keep a kind of burning for you girl
Khushbu ki tarah gujaro mere dil ki gali se
Dil ki gali se, haan gali se
Khushbu ki tarah gujaro mere dil ki gali se
Phoolon ki tarah mujhpe bikhar jaao kisi din
Aa jaao kisi, aa jaao kisi
Ho chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din
Ho chehare pe mere julf ko failaao kisi din
Sar rakh ke mere sine pe so jaaye kisi din
Main apani har ek saans usi raat ko de doon