Jab chandanee badhkar raato pe chhatee hai
teree yad aise me dil ko tadpatee hai
tere yad aatee hai
kisse woh baharo ke, bite najaro ke
phir aake sunatee hai, aur hamko rulatee hai
tere yad aatee hai
itana toh batao kya yahee chandanee jakar
koyee khab jagatee hai, tumko bhee satatee hai
meree yad aatee hai
jab chandanee badhkar raato pe chhaatee hai
teree yad aise me dil ko tadpatee hai
tere yad aatee hai
jab yad meree tumko har wakt rulaye toh
har sans judayee kee mushkil ho jaye toh
phir bhulake sab bate mere pas aa jana
aur todake sab nate mere pas aa jana
phir lautake mat jana
jab chandanee badhkar raato pe chhaatee hai
teree yad aise me dil ko tadpatee hai, tere yad aatee hai
kisse woh baharo ke, bite najaron ke
phir aake sunatee hai, aur hamko rulatee hai
tere yad aatee hai